सस्पेंस मिस्ट्री कहानी: “खिड़की के उस पार”Rajan The great businessman
Business man Rajan
Aaj ek gajab ki kahani likh raha hu esi ghatna na kisi ke sath hui he na kisi ke sath hogi or ho sakta hoga bhi lekin is waqt ye aadmi top par he
Jisne apni mehnat or apni dimag se puri kaynat ko palat dia.
To kahani ki suruat karta hu abhi
Bat darasal ye he ki ye ladka bahut garib ghar ka ladka he uski kahani ye he uske bap ne 2 shadi ki he to pahle ma ke 2 bachhe he dusre se 2 he to wo dusri ma ka bada ladka he or name he Rajan.
Pahli Maa ke mar jane ke bad uski bap ne dusri shadi ki thi
To uska bap ki nokri thi jo kuchh samay bad chali gayi to kuchh dino bad uske ghar me 2 waqt ki roti milna bhi muskil ho gaya tha.
Kisi tarah se uske bap ne rajan ko 8 wi tak padhaya fir or padha na paya rajan ne bhi har nahi mani wo ek kapda dukan me kam karne laga taki aage ka padhai kar pae use ek uncle ne bhi help kia 10th ke exam Dene tak fir Rajan matric ke bad ek company me kisi tarah se dosto ki madad se kam mila to waha se wo college me name likhaya or waha se name likhaya or aage ki padhai karne laga fir graduation ki padhai puri hui par wo kam na mila jiski usko aas thi or udhar company me bhi uske kam thik se chal nahi raha tha
To usne kam chhod dia or apna chhota sa dukan karne karne ki sochi or 2011 me usne ek dukan suru bhi kar dia sirf 300 rupiye ki punji lekar jabki company me use perday 200 mil rahe the lekin company ki sthiti din bo din bigad rahe the to company me uska man na laga or apna ek jhopdi se business suru kar hi dia.
Bas fir kya tha uski kismat ki lakir wahi se suru hui jahan se honi thi usne roj मेहनत ki din bo din aaj jo ssman becha fir Kal Saman laya fir becha fir laya fir becha fir laya fir becha fir laya is tarah se karwa badalta gaya mosam badalta gaya har mousam me usne us dukan ka sath na chhoda na barish me na garmi me na Thandi me or na hi or na hi or na hi tufan me log aate gae log jate gae waqt badalta gaya sal badalta gaya jagah ka bhaw badalta gaya rajan ka dukan bhi pehle se kahin behtar ho gaya.
Lekin rajan ko samaj ka bhi dar tha kyunki logo ki buri najar bhi hamesha uspar thi
Is bich usne iti bhi kar lia tha usse pahle 1 sal mba bhi kar lia tha lekin peso ki wajah se mba nahi kar paya us waqt kafi peso ka loss hua uska bhi usko dukh bahut jada hua.
Lekin waqt ko Sambhal lia kisi tarah se is bich bharat me Sarkar bhi change ho gai 2014 me nai Sarkar ne nai nai pariyoĵna ko suru kia uska bhi labh use thoda bahut mila is bich ek jigri dost ki madad se usne marketing me bhi kam karna suru kia usme bhi use bahut achha experience mila bahut sare marketing companyio me kam kia usse achha labh bhi hua usne ek bike bhi kharid li thi us waqt tak jabki pahle uska bike nahi tha to apno ne bhi kabhi uska help nahi kia fir uski जिंदगी badal gai 2016 me jab bharat ke Pradhanmantri Sri narendra modi ne not bandi kar di or digital India kar dia rajan ki to जिंदगी hi badal gai kuchh dino tak business karne ke bad ek din gusse me aakar usne business छोड़ kar nokri karne ki than li or railway ki nokri pakad lia
Lekin वहां jada din tak man nahi laga or fir ghar wapsi karte hue fir se business suru kar dia
Asal me yanha ek chij dekhne wali bat he or yah bat har kisi par lagu hoti he ki apna ghar apna hi hota he Rajan ko apna ghar hi pasand tha lekin kuchh log use us ghar me rahne nahi Dena chahte the islie usne apna Dil Dimag Sarir Aatma Mann sabko girbi rakh dia or apna ghar apna dukan apna sahar छोड़ kar chala gaya lekin wahan bhi usko Mann na laga or dil हारकर wapas chala aaya fir se jalil hokar dukan kia kuchh dino mahino bad railway ke bahane meri shadi bhi ho gai railway ki nokri ke bahane
Upi ne puri Tarah se rajan ki जिंदगी badal di
Or ek din samay aaya ek dost aaya uska purana dost usne kaha aadhar cash withdrawal karne ki bat kahi
Jo uski जिंदगी ka lucky charm Sabit hua.