Odisha vs Delhi Vijay Hazare Trophy 2025-26 Result: ओडिशा की शानदार जीतBBL15 2025-26 Brisbane Heat vs Melbourne stars

Brisbane Heat vs Melbourne stars
Max Brayant ke tufan me uda Melbourne stars lucky brayant ne 26 gend me 48 run thok kar match ka pasa palat dia
Jab 32 ball me 77 run ki jarurat thi to piter siddle ki gend par wicket ke pichhe catch out ho gaye the lekin kisi ne apil hi nahi ki wicket keeper ne apil ki thi par kisi ne sath nahi dia or na hi kisi ne review lia Jiska फायदा max brayant ne bahut achhi tarah se lia
Or team ko jit dilakar hi dam lia
Isse pahle Gaba ke medan me Brisbane Heat ne toss jitkar pahle फील्डिंग karne ka फेसला lia
Lekin Melbourne stars ki team ke बल्लेबाजो ne 20 over मेें 195 run banane me kamyab hue
Target ka pichha karne utri Melbourne ki team ek samay lagatar antral me wicket khokar match hath se gawa hi चुका tha lagbhag lekin Max Brayant or Xavier Bartlett ki 24 ball me 65 run ki partnership ne match ko apne pale me kar lia Or 19.4 over me target ko Pura kar lia
