Bharat vs Pakistan Asia cup T20 2025

Bharat vs Pakistan
Pahli bar India ne Pakistan ko हराकर match to jita magar croro Indians ka dil nahi jit paya
Pahli bar aisa hua jab croro Indians ne boycott ki Mang ki
Pahli bar is match me doglapan najar aaya
Fir jab aapne cricket khel hi lia to hand shake na karna kon sa khel bhawna he usse achha khelna hi nahi chahie tha
इसमे aap kon si deshbhakti dikha rahe he
Jit gae to dedicate kar rahe he agar har jate to kya karte.
Pakistan se bhi india bahut bar hara he
Champion’s trophy me buri tarah hara tha

Kuchh din legends leauge cricket boycott kar die the
To aab kya hua
Mujhe is bar ka khel samajh nahi aaya
Pahli bar Esa hua